Sexist Dialogues In Hindi Movies: Bollywood is notorious for its sexist Hindi film dialogues that portray women in a poor light by objectifying them, demeaning them and degrading them. These dialogues normalise violence meted out to women, remind women of gender roles, promote homophobia and portray women as gold diggers. These dialogues play a big role in perpetuating misogyny which we should immediately get rid of.
1. Kabhi Khushi Kabhie Gham
“Black makes me look thin. And green makes you look fat.”
2. Prem Aggan
Yeh kaisi shirt pehni hai, aur ladkiyon wali perfume laga rakhi hai. Tumhara naam Jay Mehra nahi, Gay Mehra hona chiye tha.
3. Pati, Patni aur Woh
Agar kisi tarah jugaad laga ke usse sex haasil kar liya toh balatkari hum hain.
4. Housefull 4
Aur kya kya chhupa rakha hai taikhaane mein?
5. Raanjhanaa
Subha se shaam peechha karo, ghar ke baahar, school ke baahar, bazaar mein… aur ladki ko itna thaka do ke woh thak ke haan bol de
Tumhari jaisi ladki flirting ke liye nahi, ishq ke liye bani hai.
7. Chori Chori Chupke Chupke
Aurat ke ek nahi teen janam hote hain. Pehla jab wo kisi ki beti bankar is duniya me aati hai. Dusra jab wo patni banti hai. Aur teesra jab wo ma banti hai
8. Wanted
Tu ladki ke peeche bhagega, ladki paise ke peeche bhagegi. Tu paise ke piche bhagega, ladki tere peeche bhagegi
9. Kambakhht Ishq
Marriage se pehle ladkiyan sex object hoti hain or marriage ke bad they object to sex
10. Satyamev Jayate 2
Agar main use nahin pakad paya, to main haathon mai churiyaan pehan lunga
11. Mere Brother ki Dulhan
Yeh hoti hai asli ladki – chutki mein Bipasha, chutki mein Madhubala.
12. Rab Ne Bana Di Jodi
Bike ho ya ghar, handle hamesha apne haath mein. Warna bhabhi kabhi izzat nahi karegi.
13. Meenakshi Sundareshwar
Meenakshi tum waha job nahin karogi
14. Dabangg
Pyaar se de rahe hain, rakh lo, varna thappad maarke bhi de sakte hain.
15. Grand Masti
Balatkar se yaad aaya meri biwi kahan hai?
Suggested Reading : Rewatching These Five Bollywood Blockbusters Made Me Cringe As A Feminist